![]() |
O Mere Channa Ve Aaja Lyrics |
O Mere Channa Vey Song Credits |
---|
♪ Song | O Mere Channa Vey |
♪ Singer | Shaan |
♪ Music | Himesh Reshammiya |
♪ Lyrics | Himesh Reshammiya |
♪ Lable | Himesh Reshammiya Melodies |
O Mere Channa Vey Lyrics |
---|
Kitna pyar hai mujhe tujhse
Kaise bataun tujhe
Teri yaadon se jo tees
Uthti hai dil mein
Use kaise dikhaun tujhe
Rishta yeh tera mera afreen hai
Tu hai milkiyat meri tu jaan-nasheen hai
Meri dhadkanon mein meri manzilon mein
Tere alawa koyi nahi
Meri jurraton mein
Meri raahaton mein
Tere alawa koyi nahi
Mere is dil mein
Tere alawa koyi nahi
O mere channa wey aaja
O mere makhna wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O mere dholnaa wey aaja
O mere mahiyaa wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O mere channa wey aaja
O mere makhna wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O mere dholnaa wey aaja
O mere mahiyaa wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
Woh chandini woh raatein jawan
Woh baarishon ki khushbu rawaan
Teri yaad jab bhi aaye ek tufan laaye
Mujhko apne dard-e-dil se rubaru karaye
Jaane kaun sa hai naata
Tera aur mera
Meri aankhon mein basta hai
Sirf noor tera
Meri dadkanon mein
Meri manzilon mein
Tere alawa koyi nahi
Mere is dil mein
Tere alawa koyi nahi
O mere channa wey aaja
O mere makhna wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O mere dholnaa wey aaja
O mere mahiyaa wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
Woh sandli si shaamein haseen
Woh sarfaroshi woh sar-zameen
Tere sang jeena marna hasna rona
Meri zindagi ka maqsad tere sath hona
Tere bina rehta hoon
Kitna main tanha
Tujhse wabasta mera
Har ek lamha
Meri aahaton mein
MEri saanson mein
Tere alawa koyi nahi
Mere is dil mein
Tere alawa koyi nahi
O mere channa wey aaja
O mere makhna wey aaja
Ho mere sajna we aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O mere dholnaa wey aaja
O mere mahiyaa wey aaja
Ho mere sajna ve aaja
Aaja re aaja aaja
Aaja re aaja
O Mere Channa Vey Video Song |
---|